Saturday 21 October 2017

Software Kaise Banate Hai Jane App Kaise Banaye Hindi Me ~ rk solution

Software Kaise Banate Hai ? App Kaise Banaye ? yah aaj aap sikhne wale hai jaha ham aapko Software banane ke tarike hindi me batane wale hai sath hi mobile app kaise banaye yah bhi aapko batane wale hai lekin usse phele aapko software kya hai ? what is software yah malum hona bahut jaruri hai sath hi aapko computer software aur mobile apps me kya antar hai aur software banane ke tarike ke kon – kon se hai yah details me janna hoga to chaliye shuru karte hai.

Software Kya Hai ? What Is Software

Software Computer ka wo Part hota hai jisko ham sirf dekh sakte hai aur uspe work kar sakte hai Software ka nirman computer par work ko aasan banane ke liye kiya jata hai. aajkal kaam ke hisab se Software banaye jate hai. Jaisa kaam waisa Software sath hi software ke kai sare prakar bhi aagaye hai jai windows software, linux software, android sofware ..etc ager baat ki jaye mobile software ki to ham usko Mobile apps ke naam se jante hai lekin yah software ka hi ek nick name hai jo device ke acroding rakha gaya hai.

Software Kaise Banate hai jane App Kaise Banaye

Phele Software ko badi – badi company ke users ke jarurat ko dhayn me rakh kar banya jata tha lekin aajkal Software banane ke kai sare karan hai computer users, mobile users, company user etc type ke jarurato ke hisab se se Software banaye jate hai. sath hi kai sare log Software se paise kamane ke liye bhi software banate hai jaise Games, editing wahi kai sare Software free me available hote hai to kai sare paid apps bhi hote hai jaise aapko photo se related word karna hai to photoshop ya koi video ho to usko dekhne ke liye Midea player ki jarurat hoti hai yah sare software hi hai.

    App Q Banaye.

    Ager aap Business karte to aapko apne Business se related acha knowledge hoga hi aap us knowledge ki app bana sakte ya fir apne Business ko Online Set karna chate hai to aapko Android app banana chahiye jo bahut hi Fast aapke Business ko Famus kar sakta hai.
    Ager aap Online Earning karna chate hai. To aap Android app bana sakte or Make Money Online ki taraf badh sakte. Android app se aap Logo ki Help bhi kar sakte hai or Paisa bhi kama sakte hai. Fir chahe aap koi Bhi Topic par software bana sakte hai. Iske alawa aap apne Blog Website ke liye bhi App bana sakte hai.

    Software Banane Ke Tarike Hindi Me

    Software banane ke kai tarike available ager aapko coding ka knowlage hai to aap apna software khud bana sakte wahi kai sare aise tools bhi hai jaha aap free me software bana sakte hai. sath hi kai sare Online tool, program, maker, Pro create bhi hai jaha aap Software Kaise Banate Hai yah free me sikh sakte hai. chaliye ham aapko software banane ke liye kya – kya jaruri hai thoda details me batate hai taki aapko Software banane ke tarike hindi me ache se samjh me aaye.
    Coding ka Knowledge : ager aap software kaise banate hai yah janan chahte hai to sabse phele aapko Java , Php , HTML , CSS , C++ jaise coding ache se aani chahiye yani aapko in sabhi coding ka Knowledge hona bahut jaruri hai.
    Computer : software kaise banaye ki yah dusri sabse jaruri chize hai ager aapke pass computer, laptop hai tab hi aap software bana sakte hai mobile user ke liye ham niche online tools ka istemal karke app kaise banaye yah bataya hua hai.
    English : yah bahut jaruri hai qki software banne ke liye aapko english language ka ache se gyan hona jaruri hai q ki software coding karte samay english achi hone se kai sare errors ko samjhne me aasni hoti hai.

    Software Kaise Banate Hai Jane App Kaise Banaye

    Ab ham aapko Software Kaise Banate Hai yah batane wale hai aur ham jo software banane ka tarika aap bata rahe hai woh hai android app ager aap computer pc ke liye software banana chahte hai to aapko beatmaker, Karaoke, Kies, Dj Mix, Mobile App, backup software, Tracking, 360 Review, 2D Animation, CNC, Disk / Data Recovery, turbo tatkal software jaise software ki jarurat padegi aur aapko Java , Php , HTML , CSS , C++ jaise coding ka Knowledge ho to aap computer pc ke liye software bana sakte hai.
    Lekin ham aapko app kaise banaye ka ek aasan tarika bata rahe hai jisme na to aapko coding ki jarurat hai aur nahi kisi software ki q ki aaj ham aapko software kaise banate hai yah ek free website tools ke bare me batane wale hai jiska naam hai appsgeyser aur aaj ham aapko mobile app kaise banaye yah tarika batane jare hai to chaliye shuru karte hai. software kaise banate hai step by step hindi me.
    Step 1. Sabse phele www.appsgeyser.com ke Site par jaye. Ye site hum ko free me Android application create karne me help karti hai. aur ham is hi site par app kaise banaye yah sikhne wale hai.
    Step 2. Ab aapke samne Create Now button dikhai dega uspar click kare.

    Software Kaise Banate Hai jane App Kaise Banaye ?
    Software Kaise Banate hai jane App Kaise Banaye

    Step 3. Ab ek Page Open hoga. Is page pe hum ko Category select karni jis category me hum apna software create karna chahte hai usko select kare. yaha ham apne site indihow ka app banake aapko dikhayege.

    Software Kaise Banate jane App Kaise Banaye
    Software Kaise Banate hai jane App Kaise Banaye

    Step 4. Website ko select karne ke baad jo page open hoga usme hum ko apne website ka URL dalna hai aur go button par click karna hai jiske baad aapke site ki jankari waha sohw hone lagegi fir aapko next button par click karna hai

    Software Kaise Banate jane App Kaise Banaye
    Software Kaise Banate hai jane App Kaise Banaye

    Side me aapko ek mobile dikhega usme aap apni site ka preview dekh sakte ho.
    Step 5. Application ka naam daliye jo aap rakhna chahte hai. Iske baad Next button par click kare. App create hone ke baad yahi naam aapke App ka hoga.
    Step 6. Ab aapke App ka description dale jo ye batayega ki App me kya hai. Ab next button pe Click kare.

    Software Kaise Banate jane App Kaise Banaye
    Software Kaise Banate hai jane App Kaise Banaye

    Note : Description English me dale Kyuki jab aap apne App ko Playstore me add karoge tab aapke Aap ka Description bahut important hoga.
    Step 7. Ab aapko App ke liye Icon Select Karna hai. Ager aap koi image ko apne App ka icon rakhna chate hai to Costume pe Click karke Upload kare. Ager icon default rakhna chate hai to waisa hi rahene de or Next button par click kare.

    Software Kaise Banate jane App Kaise Banaye
    Software Kaise Banate hai jane App Kaise Banaye

    Step 8. Ab aap Create button par click kare.

    Software Kaise Banate jane App Kaise Banaye
    Software Kaise Banate hai jane App Kaise Banaye

    Step 9. Ab ek Page Open hoga isme aapko Apni email id se appsgeyser me Sing Up karna hai. yani account banana hai.

    Software Kaise Banate jane App Kaise Banaye
    Software Kaise Banate hai jane App Kaise Banaye

    Step 10. Sing up karne ke baad aapko ek Email aayega usme Verify link par Click karke Verify kare. jiske baad aap appsgeyser ke Dashboard me jaye or apne App ko Download kare.I jankari
    Note : aap Appsgeyser Android App se bhi apna App Create kar sakte hai apne Mobile me.
    Congratulations ! aapne software kaise banate hai yani app kaise banaye yah sikh liya hai. ishi tarha aap kai sare software apps bana sakte hai aur admob monetize karke isse paise bhi kama sakte hai. banaye hue software ko ap playstore, iOS market me bhi publish kar sakte hai jo ham aane wale dino me aapko guide karege.
    Last Word : software kaise banate hai aur software banane ke tarike hindi me aapne jane jaha hamne aapko app kaise banaye yah sikhaya aur software se related kai sare swalo ke jawab bhi diye hame ummid hai aapko software kaise banate hai ki yah post bahut hi helpful sabit hogi.
    software kaise banate hai ki yah post aapko kaisi lagi ? software banane me aapko koi dikkat aati hai to comment karke hame bataye ham aapki help jarur karege. indihow ke letest post ki jankari facebook pe pane ke liye hamare fb page ko like jarur kare.
    source --- indihow

    1 comment:

    1. Thanks for your great articles and information, Its very Helpful for everyone.The contents are quiet interesting. I will be waiting for your next post.

      ReplyDelete